Ghazal: Hum Tere Shehar Mein Aaye Hai Musafir Ki Tarah


Lyrics: Qaiser ul Jafri
Singer: Ghulam Ali

Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musafir Ki Tarah
Sirf Ek Baar Mulaqaat Ka Mauqa De De

Meri Manzil Hai Kahan Mera Thikana Hai Kaha
Subah Tak Tujh Se Bichhad kar Mujhe Jaana Hai Kaha
Sochne Ke Liye Ek Raat Ka Mauqa De De

Apani Aankho Mein Chhupa Rakkhe Hai Juganu Meine
Apani Palko Pe Saja Rakkhe Hain Aansu Meine
Meri Aankho Ko Bhi Barsaat Ka Mauqa De De

Aaj Ki Raat Mera Dard-e-Muhaabat Sun Le
Kap Kapate Huae Hotho Ki Shikaayat Sun Le
Aaj Izhaar-e-Khayaalat Ka mauqa De De

Bhulana Tha Toh Ye Iqraar kiyaa hi Kyuu Tha
Bewafa Tune mujhe Pyar Kiya Hi Kyun tha
Sirf Do-Chaar Sawalat Ka Mauqa De De

Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musafir Ki Tarah
Sirf Ek Baar Mulaqaat Ka Mauqa De De

Ghazal: Hum Tere Shehar Mein Aaye Hai Musafir Ki Tarah

61 thoughts on “Ghazal: Hum Tere Shehar Mein Aaye Hai Musafir Ki Tarah

  1. Dear Sir
    Have a Nice Day

    That I want to subscribe hellow tune of “Hum Tere shehar mein aye hai musafir ki tarah” on my Air-tel mobile phone.Will u please send me the code of this song at my e-mail id.

    Thanks.

  2. aaaa says:

    You can get it as your caller tune by subscribing to airtel services for setting caller tune. for more information you can contact to the call center of the corresponding service provider to your mobile phone.

  3. TARIQ ALI says:

    this is a great ghazal & infact it is voice of my heart. i want to paly it as my mobile dial tone please tell me its code in telenor connection. T*R

  4. Ahmad popal says:

    Ahmad Popal says

    Respectable sir
    I wanna to say that ur a great person with ur
    great songs especially song (HUM TERE SHEHR MAY AYE HAY)just all the time the heart is in fond of this to hear again and again.
    Thanks

  5. Respectable sir
    I wanna to say that ur a great person with ur
    great songs especially song (HUM TERE SHEHR MAY AYE HAY)just all the time the heart is in fond of this to hear again and again.
    Thanks

    That I want to subscribe hellow tune of “Hum Tere shehar mein aye hai musafir ki tarah” on my Air-tel mobile phone.Will u please send me the code of this song at my e-mail id.

  6. Sachin Kumar says:

    Dear Sir
    Have a Nice Day

    That I want to subscribe hellow tune of “Hum Tere shehar mein aye hai musafir ki tarah” on my Air-tel mobile phone.Will u please send me the code of this song at my e-mail id.

    Thanks.

  7. Sachin Kumar says:

    Dear Sir
    Have a Nice Day

    That I want to subscribe hellow tune of “Hum Tere shehar mein aye hai musafir ki tarah” on my Air-tel mobile phone.Will u please send me the code of this song at my e-mail id.

    1. Dear Ankush

      Thanks for your comment. I am really sorry I can’t send you the file by any means. Its very easy to find those over the web.

      I will also try to mention the link to audio.

      Wishes

      Shrikant

  8. Ali hasan says:

    Said: sir u r a great person for ghazals history.ap ke ghazal(hum taray shaher mian ay hian musafer ke tharan) is vry intersting.

  9. Ali hasan says:

    Said: sir u r a great person for ghazals history.ap ke ghazal(hum taray shaher mian ay hian musafer ke tharan) is vry intersting ghazal those people who listen to carefuly.

  10. kaka says:

    yar kuch bhi nahi hai search kro to downloading hi nahi hoti mujhe pasand nahi hai gana likho aur download ho aisi koi site batao plz

  11. soeb shaikh says:

    Dear sir,
    i love this gazal HUM TERE SHAHAR MEIN AAYE HAI MUSAFIR KI TARAF
    but i want this gazal sing by GULAM ALI….so will you please send the link to my email id….

  12. Siddhi Sonakshi says:

    Kya…………………………………………..Lyrics Hai…………………………………………………………………………………

  13. irfaan jafri says:

    ye ghazal mere walid (father)ki hai………….itne saare comments pdh kar mujhe bahut accha lagaa,,,,,,,,thanx to all

Leave a comment