Ghazals I love the most !

April 5, 2009

Ghazal : Tumane Dil Ki Baat Keh Di

Filed under: Ghazal,Iqbaal Azeem — sh @ 10:42 pm
Tags: , , , , , , , , , ,

Lyrics : Iqbaal Azeem

Tumane Dil Ki Baat Keh Di Aaj Yeh Accha Huaa
Hum Tumhe Apana Samjhte The Badaa Dhokhaa Huaa

Jab Bhi Humane Kuch Kaa Uska Asar Ulta Huaa
Aap Shaayad Bhoolate Hai Barahaa Aisaa Huaa

Aap Ki Aankho Mein Yeh Aansoo Kaha Se Aa Gaye ?
Hum Toh Deewane Hai Lekin Aap Ko Yeh Kya Hua ?

Ab Kisise Kya Kahe ‘Iqbaal’ Apani Daastaan
Bas Khuda Ka Shukra HaiĀ  Jo Bhi Accha Hua.

Theme: Rubric. Blog at WordPress.com.

Follow

Get every new post delivered to your Inbox.